Featured Post

live in the present

life is always in transition, the time gives no time to stay in present, most of the time , we either think about future or become nostalg...

Monday, December 19, 2011

Mere ghar ana zindagi


Mere ghar ana zindagi- A distinct voice that singles him out of the other singers.  This song is a combination of two less talked artists- brilliant musician Jaidev and soulful  singer Bhupinder. But those who know their work know that both of them have their own niche in music world. Here Anuradha paudwal is her best with Bhupen.  Age less song, lovely lyrics by Sudashan fakir other less known shayer.

I love the line- Maein Saanson Ki Raftaar Se Jaan Lungi , Havaaon Ki Khushboo Se Pehchaan Lungi.

 Generally best love songs are solo but this duet proves otherwise.

Zindagi Zindagi Mere Ghar Aana Aana Zindagi
Zindagi Mere Ghar Aana Aana Zindagi
Zindagi O Zindagi Mere Ghar Aana Aana
Mere Ghar Aana Zindagi  Zindagi Mere Ghar Aana Aana Zindagi

Mere Ghar Ka Seedha Sa Itna Pataa Hai  Ye Ghar Jo Hai Chaaron Taraf Se Khula Hai
Na Dastak Zaruri, Na Aavaz Dena  Mere Ghar Ka Darvaaza Koi Nahin Hai
Hain Deevaren Gum Aur Chhat Bhi Nahin Hai
Badhi Dhoop Hai Dost
Kadhi Dhoop Hai Dost
Tere Aanchal Ka Saaya Churake Jeena Hai Jeena
Jeena Zindagi, Zindagi
O Zindagi Mere Ghar Aana
Aana Zindagi Zindagi Mere Ghar Aana
Mere Ghar Ka Seedha Sa Itna Pataa Hai  Mere Ghar Ke Aage Mohabbat Likha Hai
Na Dastak Zaruri, Na Aavaz Dena  
Maein Saanson Ki Raftaar Se Jaan Lungi  Havaaon Ki Khushboo Se Pehchaan Lungi
Tera Phool Hoon Dost
Teri Bhool Hoon Dost
Tere Haathon Mein Chehra Chhupa Ke Jeena Hai Jeena
Jeena Zindagi, Zindagi
O Zindagi Mere Ghar Aana
Aana Zindagi Zindagi Mere Ghar Aana

No comments:

Post a Comment