Featured Post

live in the present

life is always in transition, the time gives no time to stay in present, most of the time , we either think about future or become nostalg...

Tuesday, April 9, 2013

Sahir- pal dou pal ka sayar forever.


My favorite lyricist got unique recognition;  Hon'ble President of India released a postal ticket of Rs. 5 on Sahir Ludhianvi.  One of the most brilliant but hearty lyricist who lived in a professional world of hindi cinema but rarely compromised on his poetry.  He was a magician who captured feelings with words as his props.(  true to his name, Sahir  means magician) 

WHENEVER I remember Sahir one song comes in mind- kabhie kabhie mere dil main khyal ata hai… . It’s a matchless song that is like a milestone, rare combination of  voiceof mukesh ,lata, music by khyam. This is phenomenal song that won three filmfare awards for best music - to Khayyam, best singer- to Mukesh and best lyrics -to Sahir for the year. 1976.
This song is dedicated to one of my hosteler friend at univ., Deepak kalia who used to listen this song in loop. He suffered the pain of lost love.
do not forget to listen last line carefully, the essence of the song.    -Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoon hi...
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai.

Feel the melody of this song……

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Tu abse pehle sitaaron mein bass rahi thi kahin
Tujhey zameen pe bulaya gaya hai mere liye


Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani chhaon hai meri khatir
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain


Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein


Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoon hi
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoon hi
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoon hi...

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai.