Featured Post

live in the present

life is always in transition, the time gives no time to stay in present, most of the time , we either think about future or become nostalg...

Thursday, February 25, 2010

Akhon se tum ne ye kya kah diya

Melodious 90
Absolute delight ,
do not think anything just go with the beats.

Jatin Lalit's magic from AAti kya khandala movie- Ghulam
Its a alchemy , two singers paired for thunder , i love both the voices
Kumar Shanu and Alka Yagnik ( beside singing).
These two voices are like sound of pure gold coin to the ears., i feel
I like the salsa step Amir and Rani y do in rain
and Amir`s cap too.
ponder point: after finshing many rounds of beat listening
Thodi Sardi Bhi Hai
Thodi Garmi Bhi Hai
Thodi Hai Bebasi
Thodi Marzi Bhi Hai.


Aankhon Se Toone, Yeh Kya Keh Diya
Dil Ye Deewana, Dhadakney Lagaa
Tanhai Mein Hum, Miley Iss Tarah
Baarish Mein Shola, Bhadakney Lagaa
Tu TadapNey Laga, Maein MachalNey Lagi
Boond Tan Pe Giri, Jaan nikalNe Lagi
Chhaa Rahaa Hai Ajab Sa Nashaa...

Thodi Sardi Bhi Hai
Thodi Garmi Bhi Hai
Thodi Hai Bebasi
Thodi Marzi Bhi Hai
Aise Mein Hum Bhala
Kya Karein Tu Bataa
Jo Bhi Hota Hai Woh, Honey De DilRubaa
Aankhon Se Toone ...

Paas Aaun Jo Maein
Dil Yeh Darta Hai Kyun
Door Jayega Tu
Aisa Lagta Hai Kyun

Maine Waada Kiya, Maine Li Hai Kasam
Umr Bhar Na Kabhie, Pyar Hoga Yeh Kam
Aankhon Se Toone ...

Wednesday, February 24, 2010

roz roz ankhon tale

actually , ma wish to talk about songs in chronicle order, from very recent to older one , but ma mood is so different tonight , at 1.15 am its song in loop , i could not stop my self from taking a song from the 80`s. , a song that is one in milli0ns, with silky voice of Asha bhosle and innocent young voice of Amit kumar (son of kishore kumar) .
i am fan of burman son - dad, here RD Burman with gulzar`s lyrics. The song is like a oasis in a desert. i say this , because 80's was the decade which gave very liitle good songs. Most of the movies were violence ridden and songs were rarely gud.this track is also from daku oriented sanjay dutt's initial day movie-Jeeva with mandakini. See how gud songs survive odd seasons. music goes as some kisti (boat) flows in a river in the hands of a gud mallah (boatman)
Asha Bhosle
roz roz ankhon taley
ek he sapna chaley
raat bhar kaajal jaley
aankhon mein jis tarah khwab ka diya jaley

roz roz ankhon taley
ek he sapna chaley
raat bhar kaajal jaley
aankhn mein jis tarah khwab ka diya jaley


jab se tumharey naam ki misri haath lagayi hai
mitha sa gam hai aur mithi si tanhai hai
roz roz ankhon taley
ek he sapna chaley
raat bhar kaajal jaley
aankhn mein jis tarah khwab ka diya jale

Amit Kumar
roz roz ankhon tale
ek he sapna chala
raat bhar kaajal jale
ankhn mein jis tarah khwab ka diya jale

ankhon par kuch aise tumney zulf gira di hai
becharey se kuch khwabon ki neend uda di hai

roz roz ankhon taley
ek he sapna chaley
raat bhar kaajal jaley
ankhn mein jis tarah khwab ka diya jale




Tuesday, February 23, 2010

Main jahan bhi rahoon


Simply touching song! that goes the core of the heart.
i would comment on it later, actually i tried this post from my mobile.

Thursday, February 18, 2010

chupke se


Today ma bringing a AR RAhman song penned by Gulzar. i always felt A.R rahman is brilliant but still i can`t be a blind follower of his music as i feel for the SD Burman. in fact ,i like kishore kumar only because of S D Burman. Still, Gulzar-AR Rahman combo is good doing gud.
i like only few songs by A R Rahman and this song from Sathiya is one of them.This song is under rated again, i feel .
Murtaza initiates the song very well, and Sadhan Sargam is just mathcless "silky voice" in this song.



--murtaza--
Doston se jhoothi moothi dusron ka naam leke
Phir meri baatein karna, yaara raat se din karna
Lambi judaai teri bada mushkil hai
Aahon se dil bharna, yaara raat se din karna
Kab yeh poori hogi door yeh doori hogi - 2
Roz safar karna, yaara raat se din karna

--Sadhna --
Chupke se, chupke se raat ki chaadar tale
Chaand ki bhi aahat na ho, baadal ke peechhe chale
Jale katra katra, gale katra katra
Raat bhi na hile aadhi aadhi yeh - 2
Chupke se lag jaa gale raat ki chaadar tale
Farvari ki sardiyon ki dhoop mein
Moondi moondi ankhiyon se dekhna
Haath ki aad se
Neemi neemi thand aur aag mein
Haule haule maarwa ke raag mein
Meer ki baat ho
Din bhi na doobe, raat na aaye
Shaam kabhi na dhale
Shaam dhale to subh na aaye
Raat hi raat chale
Chupke se, chupke se raat ki chaadar tale
Chaand ki bhi aahat na ho, baadal ke peechhe chale




--murtaza--
Doston se jhoothi moothi dusron ka naam leke
Phir meri baatein karna, yaara raat se din karna
Lambi judaai teri bada mushkil hai
Aahon se dil bharna, yaara raat se din karna
Kab yeh poori hogi door yeh doori hogi - 2
Roz safar karna, yaara raat se din karna

--Sadhna--
Tujh bina pagli yeh purvai - 2
Aake meri chunri mein bhar gayi
Tu kabhi aise hi gale lag jaise yeh purvai
Aa gale lag jaise yeh purvai
Saathiya sun tu
Kal jo mujhko neend na aayi
Paas bulaaye na
God mein apni sar rakh le na
Lori suna de na
Chupke se lag jaa gale raat ki chaadar tale
Chaand ki bhi aahat na ho, baadal ke peechhe chale
Jale katra katra, gale katra katra
Raat bhi na hile aadhi aadhi yeh - 2
Chupke se lag jaa gale raat ki chaadar tale
Chaand ki bhi aahat na ho, baadal ke peechhe chale
AnMoL VaChAn: i saw some MINI as follower for mini seconds,
where are u mini?
, tum kyon mili?
gayi ho kaun si gali? laut aao!
don`t take it seriously ,
just ryme!
khair jane wala jayega , aaney wala ayega.

Thursday, February 11, 2010

valentine day - Tumharey Liye

Sirf TUMHAREY LIYE


on valentine day love special ; many songs came in ma mind
but i selcted two songs , one from He-side(Sakha)
other from She-Side(Sakhi)side.

To keep the tradition of ladies first,
Sakhi side- tumhain dekhti hoon tou lagta hai aise ...
Tumhein dekthi hoon to lagta hai aisey,
Ke jaisey yugon sey tumhein jaanti hoon
Agar tum ho sagar, main pyaasi nadee hoon,
Agar tum ho sawan, main jalti kali hoon
Piya tum ho sagar...

**

Mujhe meri neendein, mera chain dey dou,
Mujhe mere sapnon ki ik rain dey dou naa
Yehi baat pehley bhi tum sey kahi thee,
Wohi baat phir aaj dohraa rahee hoon
Piya tum ho sagar

**

Tumhey chhoo ke pall mein bani dhool chandan
Tumhari mehak se mehakaney lagey tann
Mehakaney lagey tann...
Mere paas aao galey sey lagao
Piya aur tumsey main kya chahati hoon

Tumhein dekhti hoon tou lagta hai aisey
Ke jaisey yugon sey tumhein jaanti hoon...

**

Muraliya samajh karr mujhey tum utha lou
Bas ek baar hothon sey apney laga lou naa
Ek baar hothon sey...
Koi surr tou jaagey meri dhadkano mein
Ke main apni sargam sey roothi hui hoon

Tumhein dekhti hun tou lagta hai aisey
Ke jaisey yugon se tumhein jaanti hoon
Agar tum ho sagar, main pyasi nadee hoon
Agar tum ho sawan main jalti kali hoon
Piya tum ho sagar...
i luv the way she says - ik rain de dou naaa..
lata at her best.

AND

Sakha side- tu iss tarah se meri zindagi main samil hai.. . ( i like the Rafi version but all are gud)

u iss tarah se meri jindagi mein shamil hain jaha bhi jao yeh lagata hain teri mehafil hain  yeh aasaman, yeh badal, yeh rasate, yeh hawa har ek chij hain apani jagah thhikane se kayi dino se shikayat nahi jamane se yeh jindagi hain safar, tu safar ki manjil hain...

Just feel the depth of the words .
have a
luvful
Valentine.

Friday, February 5, 2010

mahi ve - kaante

This song belongs to people who are caught in situations which are beyond thier control. the people who love someone very deeply but situations are such that they can`t get thier love.
this song is pain from heart.The song of bebasi(helplessness.)
whenever i listen this song , it penentrates deep ,
The lady laments

our love is true ,but destiny wants something else.
now, what we can do,we are defeated by our destiny.

i can`t imagine any other female singer singing this song, her slighly course(moti) voice is perfect fit for this song, and most important is the the lyrics which has hindi punjabi mix words, sukhwinder is expert but Richa Sharma has amazingly done transtions from hindi to punajbi words,the way she says shikayatan( perfect punjabi ascent) shows her perfect command in both the languages.
my favorite lines are
Dil na tootey, khuda ka yeh ghar hai
Tere sajde mein mera yeh sar hai.
Maut se darr nahin lagta mujhko
Sirf tumsey judaai ka darr hai.



Richa

Maahi ve, mohabbataan sachiyaan ne - 2
Mungda naseeban kuch hor hai
Kismat de maarey assi ki kariye - 2
Kismat de maare o assi ki kariye
Kismat pe kis ka zor hai
Maahi ve maahi ve, maahi ve maahi ve
(Ek taraf ishq hai tanha tanha
Ek taraf husn hai ruswa ruswa) - 2

sukhwinder
Dono bebas huey hain Kuch aise,
karein to kis se karein hum shikwa

Richa
Maahi ve
Maahi ve, shikayetaan sachiyaan ne
Mungda naseeban kuch hor hai
Maahi ve, mohabbataan sachiyaan ne
Mungda naseeban kuch hor hai
sukhwinder
Maahi ve, maahi ve, ve

Richa
(Dil na tootey, khuda ka yeh ghar hai
Tere sajde mein mera yeh sar hai) - 2

sukhwinder
Maut se darr nahin lagta mujhko
Sirf tumsey judaai ka darr hai

Richa
Maahi ve
Maahi ve, aeneetaan sachiyaane
Mungda naseeban kuch hor hai
O maahi ve, mohabbataan sachiyan ne
Mungda naseeban kuch hor hai
Kismat de maarey assi ki kariye
Kismat de maarey o assi ki kariye
Kismat de maarey assi ki kariye
Kismat pe kis ka zor hai

sukhwinder
Maahi ve maahi ve, maahi ve maahi ve
Maahi ve, maahi ve, maahi ve, maahi ve, maahi ve

I think this song is worth listening(not seeing), in movie it has been shown as item song that kills the real meaning of the song. so ma not adding video.The video can make sense if you think-beyond superficial skin show and go into the sufferings of those woman pole dancers who might be doing it because of some obligations in life.

http://www.lyricsmasti.com/song/1276/get_lyrics_of_Maahi-Ve-Mohabaatein.html

Tumsa Nahi Dekha

The song which i liked but most of my friends rejected, perhaps they had choices because of availability of other more popular songs in the air at that time , now they are little convinced that its really good. Perhaps, it might be the reason that Roop kumar Rathore never tasted the height of popularity ,I suppose this is his best ,Sherya is as usual with good combining ability.
The lyrics are passionate.
ye dhuaan dhuaan sa rehney dou
mujhey dil ki baat kehney dou
main paagal deewana tera
mujhe ishq ki aag mein jalne dou"

kya baat hai iss pyaas mein
har waqt main dubi rahun
tere pyar ke ehsaas mein
tapti hui iss raakh mein
mil jaaney de mujhey khaak mein
o! meri dilruba


Notice some thing special in the song ,its piano ,piano tunes
cause my heart to follow as mice follow in the pied piper story.
Its not simply piano but
piano by World renowned pianist Richard Clayderman,

enjoy-

(ye dhuaan dhuaan sa rehney dou
mujhey dil ki baat kehney dou
main paagal deewana tera
mujhe ishq ki aag mein jalne dou) - 2
mujhey chhoo gayi teri nazar
mujhey hosh bhi nahi raha
iss aag mein jalney ka hai
apna mazaa - 2
bhar ley mujhey aaghosh mein
aa paas aa merey paas aa
aa merey paas aa
ye dhuaan dhuaan sa rehney dou
mujhey dil ki baat kehney dou
main paagal deewana tera
mujhe ishq ki aag mein jalne dou
ye dhuaan dhuaan sa rehney dou

ye garmiyaan ye narmiyaan
kya baat hain iss pyaas mein
har waqt main doobi rahun
tere pyar ke ehsaas mein
tapti hui iss raakh mein
mil jaaney dey mujhey khaak mein
o! meri dilruba
ye dhuaan dhuaan sa rehney dou
mujhey dil ki baat kehney dou
main paagal deewana tera
mujhe ishq ki aag mein jalne dou
ye dhuaan dhuaan sa rehney dou

Monday, February 1, 2010

Gift from Kolkotta


bheegi bheegi si hai raaten

bheegi bheegi yaaden

bheegi bheegi baaten

bheegi bheegi aankhon mein kaisi nami hai

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

sapnon ka saya palkon pe aya

pal mein hasaya pal mein rulaya

phir bhi yeh kaisi kami hai

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani


aadhi aadhi jaagi aadhi aadhi soyi

aankhen yeh teri toh lagta hai royi

lekar ke naam hamara

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

rutha rutha rab chhuta chhuta sab

toota toota dil tere bina ab

kaise ho jeena ganwara

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani


bheegi bheegi si hai raaten

bheegi bheegi yaaden

bheegi bheegi baaten

bheegi bheegi aankhon mein kaisi nami hai

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani

na jaane koi - 2 hamari adhuri kahani

na jaane koi yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani

na na na....

Mukesh Bhatt is known for giving chance to Pakistani artists , here again he has used a very melodious singer James from Bangladesh.

The song which I am going to talk about is from movie Gangster(2006).

Bheegi bheegi si hai…

The specialty about this song is its music by Pritam , the piece of music is not his original but from a very old poplar Bengali song PRITHIBITA NAKI CHOTO HOTE HOTE… by one of the ist rock band Mohiner Ghoraguli lead by legendary visionary Gautam Chattopadhyay. Can you imagine about rock band in India in 1970`s ? The song reinvented in bollywood. All the three people , lyricist Mayur, singer James and music director Pritam has maintained the quality of the original version. See how time and space has converged at a point to give this beautiful song. Time travelled from almost three decades and space crossed the boundary of nation to the neighboring country , all for good music. I love

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha in the song , And

aadhi aadhi jaagi aadhi aadhi soyi

aankhen yeh teri toh lagta hai royi

lekar ke naam hamara

in words. Specially in a way he says - lekar ke naam hamara

Enjoy it as gift from kolkotta.