Featured Post

live in the present

life is always in transition, the time gives no time to stay in present, most of the time , we either think about future or become nostalg...

Thursday, February 10, 2011

Salute to the first lover on earth!

If you do not HATE LOVE STORIES, this is must watch.- EK Duje KE LIYE. the most passionate luv story of the hindi cinema. If u wish u can watch it ont his valentine. though tragic ending can make u sad, still you would be in different state of mind atleast for some time.-i suppose.
The song is from the same movie. Lyrics is totaly different, above ordianry it talks about love but talks about love that emerged in humans and separated them from other species.
Duniya Mein Sabse Pehle Dilbar Ko Salaam.(she says - hey! ist lover on earht,I salute you). The whole songs speaks about deep thankfulness towards people, time, and things around that made her a passionate lover.
i luv the line
In Mast Gehri Gehri Aankhon Ke Jheel Mein
Jisne Humein Duboya Us Bhanwar Ko Salaam
do not forget to listen flute carefully.

Koshish Kar Ke Dekh Le
Dariya Saare Nadiya Saari
Dil Ki Lagi Nahin Bujhti,
Bujhti Hai Har Chingari

Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam
Aye Pyar Teri Pehli Nazar Ko Salaam

Duniya Mein Sabse Pehle Dilbar Ko Salaam
Dilse Nikalne Waale Raste Ka Shukriya
Dil Tak Pahunchne Wali Dagar Ko Salaam
Aye Pyar Teri ...

Jis Mein Jawaan Hokar Badnaam Hum Huye
Us Shehar Us Gali Us Ghar Ko Salaam
Jisne Humein Milaaya, Jisne Juda Kiya
Us Waqt, Us Ghadi, Us Pal Ko Salaam
Aye Pyar Teri...

Milte Rahe Yahan Hum Yeh Hai Jahan Likha
Us Likhavat Ki jero zabar Ko Salaam
In Mast Gehri Gehri Aankhon Ke Jheel Mein
Jisne Humein Duboya Us Bhanwar Ko Salaam
Ghoonghat Ko Todkar Jo Sarse Sarak Gayi
Aisi Nigodi Dhani Chunar Ko Salam
Aye Pyar Teri...


Ulfat Ke Dushmano Ne Koshish Hazar Ki
Phir Bhi Nahin Jhuki Jo Us Nazar Ko Salaam
Aye Pyar Teri...
AnMol VaChaN:The way pair (Vasu-Sapna)walks on beach with one's feet on other gives a feeling of surrender to each other which is the precondition for love.



No comments:

Post a Comment