Featured Post

live in the present

life is always in transition, the time gives no time to stay in present, most of the time , we either think about future or become nostalg...

Tuesday, October 5, 2010

Pee loon...


mohit has a gifted voice, i like him since i heard him ist in a live performance on Tv -
doobadooba sa rahta hoon ...
Then he was part of "silk route".
his voice lifts you to some alter level of spirit.
lyrics by irsad - brilliant. music by Pritam is good.
but i think
if they had avioded "tere sang ishq
taari "portion in the song, the song would have been more rich in romantic flavour.

No doubt that portion has brilliant classical touch
but that does not go well with the genre of the song and lyrics.
It diverts the romantic mood of the song.
still, overall it sounds good.
ma fav line is-
Jis tarah ki koi ho nadi,
tu mere seenay mein chupti hai sagar tumhara main hoon.

Pee loon tere neelay neelay nainon se shabnam
Pee loon tere geelay geelay hoto ki sargam
Pee loon hai peenay ka mausam

Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai

Tere bin jee nahi lagda, tere bin jee nahi sakda
Tujhpe hai haare maine vaare dou jahaan, kurbaan, meharbaan, ke main toh kurbaan
Sun ley zara, terey kurbaan

Hosh mein rahun kyun aaj main
Tu meri baahon mein simti hai, mujh mein samayi hai yun
Jis tarah ki koi ho nadi, tu mere seenay mein chupti hai sagar tumhara main hoon

Pee loon teri dheemi dheemi lehron ki chham chham
Pee loon teri saundhi saundhi saanson ko harr dum
Pee loon hai peenay ka mausam

Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai


Shaam ko milun jo main tujhe
Toh bura subah na jaane kyun kuch maan jaati hai yeh
Har lamha, har ghadi har pehar
Hi teri yaadon se tadpa ke mujhko jalati hai yeh
Pee loon main dheerey dheerey jalney ka yeh gumm
Pee loon inn gorey gorey haanthon se hum dum
Pee loon hai peenay ka mausam

Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai

Tere bin jee nahi lagda, tere bin jee nahi sakda
Tujhpe hai haare maine vaare do jahan, kurbaan, meharbaan,
ke main toh kurbaan
Sun le zara, tera kurbaan...

No comments:

Post a Comment