When happy, we try to stretch it, when suffer, we try to shrink it.
We struggle in mind to make it flexible but time comes and time goes by constant pace.
Nothing can define time with emotions better than this song.
It’s one of my all time favorite song by kishore. RD Burman and Gulzar deserve praise for their brilliance BUT
This song truly belongs to kishore, i can’t imagine any other
Singer can give that mystic tone to this song.
Line to ponder- Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin.
HaPpY NeW YeAr to ALL The MuSiCaL BlOoD pEoPLe.
Hmmmm Mmmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey
Hmmmm Hmmmm
Aanewala Pall Jaanewala Hai (2)
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pall Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pall Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai
Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2)
Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pall Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pall Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pall Jo Yeh
Jaanewala Hai
Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2)
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pall Ye Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho
Aanewala Pall Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pall Jaanewala Hai (2)