Today ma bringing an old love song from the movie ISHQ PAR ZOR NAHIN , music by my all time favorite SD Burman, and serene voice of Lata and Rafi. I love this song for its pace as it goes like slow moving whispering brook.The song hAS UNIQUE TONE as if intoxicated lovers are singing.The song is slow, serene,soothing and depicts deep and soft love.
close your eyes and just listen love birds humming the sweet melody.
ILuv the line
Yunhi sada ham tum baithe rahe gumsum,
Woh bewafa jo kahe hamko jaana hai
Lata:
Yeh dil deewana hai, dil tou deewana hai
Deewana dil hai yeh dil deewana
Ha ha ha
Rafi:
Ha ha ha
Yeh dil deewana hai, dil tou deewana hai
Deewana dil hai yeh dil deewana
Both:
Ha ha ha
Lata:
Kaisa bedardi hai
Kaisa bedardi hai, iski tou marzi hai
Jab tak jawaani hai, yeh rut suhani hai
Nazren juda na hon, armaan khafa na hon
Dilkash bahaaron mein, chhupke chanaron mein
Yunhi sada ham tum baithe rahe gumsum
Woh bewafa jo kahe hamko jaana hai yeh dil
Yeh dil deewana hai, dil tou deewana hai
Deewana dil hai yeh dil deewana
Both:
Ha ha ha
Rafi:
Bechain rehta hai
Bechain rehta hai, chupke se kehta hai
Mujhko dhadkane dou, shola bhadakne dou
Kaanton men kaliyon mein, saajan ki galiyon mein
Dera lagane dou, chhodo bhi jaane dou
Kho to na jaaoonga, main laut aoonga
Dekha suna samjhe achchha bahana hai yeh dil
Yeh dil deewana hai, dil tou deewana hai
Deewana dil hai yeh dil deewana
Both:
Ha ha ha
Lata:
Sawan ke aate hi~
Sawan ke aate hi
Rafi:
Badal ke chate hi
Lata:
Phoolon ke mausam mein
Rafi:
Phoolon ke mausam mein
Both:
Chalte hi purwayi, milte hi tanhayi
Uljha ke baaton mein, kehta hai raaton mein
Rafi:
Yaadon mein kho jaaoon, jaldi se so jaaon
Lata:
Kyunke sanwariya ko sapnon mein aana hai yeh dil
Rafi:
Yeh dil
Lata:
Yeh dil deewana hai
Rafi:
Dil tou deewana hai
Both:
Deewana dil hai yeh dil deewana
Ha ha ha
Hm hm hm
No comments:
Post a Comment