Mere ghar ana zindagi- A distinct voice that singles him out of the
other singers. This song is a
combination of two less talked artists- brilliant musician Jaidev and soulful singer Bhupinder. But those who know their
work know that both of them have their own niche in music world. Here Anuradha
paudwal is her best with Bhupen. Age
less song, lovely lyrics by Sudashan fakir other less known shayer.
I love the line- Maein Saanson
Ki Raftaar Se Jaan Lungi , Havaaon Ki Khushboo Se Pehchaan Lungi.
Generally best love songs
are solo but this duet proves otherwise.
Zindagi Zindagi Mere Ghar Aana Aana
Zindagi
Zindagi Mere Ghar Aana Aana Zindagi
Zindagi O Zindagi Mere Ghar Aana Aana
Mere Ghar Aana Zindagi Zindagi Mere Ghar Aana Aana Zindagi
Mere Ghar Ka Seedha Sa Itna Pataa Hai
Ye Ghar Jo Hai Chaaron Taraf Se Khula
Hai
Na Dastak Zaruri, Na Aavaz Dena Mere Ghar Ka Darvaaza Koi Nahin Hai
Hain Deevaren Gum Aur Chhat Bhi Nahin
Hai
Badhi Dhoop Hai Dost
Kadhi Dhoop Hai Dost
Tere Aanchal Ka Saaya Churake Jeena
Hai Jeena
Jeena Zindagi, Zindagi
O Zindagi Mere Ghar Aana
Aana Zindagi Zindagi Mere Ghar Aana
Mere Ghar Ka Seedha Sa Itna Pataa Hai
Mere Ghar Ke Aage Mohabbat Likha Hai
Na Dastak Zaruri, Na Aavaz Dena
Maein Saanson Ki Raftaar Se Jaan
Lungi Havaaon Ki Khushboo Se Pehchaan
Lungi
Tera Phool Hoon Dost
Teri Bhool Hoon Dost
Tere Haathon Mein Chehra Chhupa Ke
Jeena Hai Jeena
Jeena Zindagi, Zindagi
O Zindagi Mere Ghar Aana
Aana Zindagi Zindagi Mere Ghar Aana
No comments:
Post a Comment