Especially blessed
are those who have love in thier hearts.
Love has one peculiar element- longing.
when one has love in
heart and there is none to share one longes for the partner.
This song - koi nahi hai phir bhi hai mujhko kya jane kis ka
intezar- by lata
tells the situation of the young gal filled with love in
heart, longing for a partner.
Simple Laxmi Pyaremusic, majrooh’ s poetic simplicity.
Enjoy it with sweet Lata
,magical himalayas red Apples
and
of courselast but not
least wahedaa with Adaa.
Koi nahi hain fir
bhi hain mujhko, kya jane kis ka intezar
Ye bhi na janoo, laharake anchal kis ko bulaye bar
bar
Sochoon ye hai ungaliyan kis ke pyar ki
Galon ko chhuye jo daali bahar ki
Kaun hain aye hawa, aye bahaar
Pani mein chhabi main dekhoon khadi khadi
Baalon mein saja ke kaliyan badi badi
Fir banoo ap hi bekarar
Wadi mein nishan mere hi panw ke
Foolon pe hain rang meri hi chhanw ke
Fir bhi kyon aye na ayetabar
Sochoon ye hai ungaliyan kis ke pyar ki
Galon ko chhuye jo daali bahar ki
Kaun hain aye hawa, aye bahaar
Pani mein chhabi main dekhoon khadi khadi
Baalon mein saja ke kaliyan badi badi
Fir banoo ap hi bekarar
Wadi mein nishan mere hi panw ke
Foolon pe hain rang meri hi chhanw ke
Fir bhi kyon aye na ayetabar
No comments:
Post a Comment