i have song for all the women whoever visits musical blood people. I tried hard to get the women special and finally this has come out. " ladki kyon ladkon si nahi hoti. From movie hum-tum. Ma net -less. Posting this by mobile .there is lot to say.i will post soon.whole story. Filhaal happy women's day. To all the musical blood women.
Gist of the song:
Jeeney Ka Tumko Dhang Sikhlati Hai
Tumhein Jaanwar Se Insaan Banaati Hai
Uske Bina Ek Pal Rehna Sakhoge Tum
Usko Pata Hai Yeh Keh Na Sakhoge Tum
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti .
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Kham Woh Samajh Thi Hai
Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Dil Kuch Kehta Hai
Kuch Aur Hi Karti Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Dil Kuch Kehta Hai
Kuch Aur Hi Karti Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Pyaar Usse Bhi Hai Magar Shuruaat Tumhi Se Chahe
Khudh Mein Ulji Ulji Hai Par Bhaalo Ko Suljaayein
I Mean You' re All The Same Yaar
Hum Achche Dost Hai Par Uss Nazar Se Tumko Dekha Nahin
Woh Sab To Teek Hai Par Uss Barein Mein Maine Socha Nahin
Sab Se Alag Hai Tum Yeh Keh Ke Paas Tumhaare Aaye
Aur Kuch Din Mein Tum Mein Alag Sa Kuch Bhi Na Usko Paiye
Uff Yeh Kaisi Shirt Pehnthe Ho
Yeh Kaise Bhaal Khatathe Ho
Ghaadi Tehz Chalathe Ho
Tum Jaldi Mein Kyo Khaathe Ho
Gimme A Break
Tumhe Badalne Ko Paas Woh Aati Hai
Tumhe Mitaane Ko Chaal Bichati Hai
Baaton Baaton Mein Tumhe Pasathi Hai
Pehle Hasathi Hai… Phir Bada Rulaati Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Eh Itna Hi Khudh Se Khush Ho To Peeche Kyon Aate Ho
Phool Kabhi To Hazar Thofein Akhir Kyon Laaten Ho
Apna Naam Nahin Bataya Aapne
Coffee Peene Chalenge
Main Aapko Ghar Chod Doon
Phir Kab Milenge
Bikhra Bikhra Be Matlab Sa Toota Phoota Jeena
Aur Kehte Ho Alag Se Hai Hum Taan Ke Apna Seena
Bheega Tolya Kahin Farsh Pe
Toothpaste Ka Dakhan Kahin
Kal Ke Mauze Ulat Ke Pehne
Waqt Ka Khuch Bhi Hosh Nahin
Jeena Ka Tumko Dang Sikhlati Hai
Tumhe Jaanwar Se Insaan Banaati Hai
Uske Bina Ek Pal Rehna Sakhoge Tum
Usko Pata Hai Yeh Keh Na Sakhoge Tum
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Jaane Kaun Kaun Se Din Woh TumkoYaad Dilaayein
Pyaar Ko Chahe Bhool Bhi Jaayein
Taareeqein Na Bhoolayein
First March Ko Nazar Milaayee
Chaar April Ko Main Milne Aayee
Ikees May Ko Tumne Chuwa Tha
Che June Mujhe Kuch Hua Tha
Ladko Ka Kya Hai Kissi Bhi Mor Pe Woh Mur Jaayein
Abhi Kissi Ke Hai Abhi Kissi Aur Se Woh Jud Jaayein
Tumhaare Mummy Daddy Ghar Par Nahin Hai
Great… Main Aaa Jaon?
Tumhaari Friend Akeli Ghar Jaa Rahi Hai
Bechari¦ Main Chod Aaon
Uff
Ek Haan Kehne Ko Kitna Dehlati Hai
Thak Jaate Hai Hum Woh Jee Behlati Hai
Woh Sharmati Hai Kabhi Chupati Hai
Ladki Jo Haan Kehde Usse Nibhati Hai
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Na Na Naâ
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Ladki Kyon Oh God)
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Na Na Na Na, Oh God Shut Up…)
Alright Alright Iss Mein Jagadne Ki Kya Baat Hai Yaar
Pehle Pehle Bawarein Jaise Aas Paas Mand Rai (Arre But I)
Phir Busy Hoon Kehkar Tumko Woh Tarkai (Come On Rhea)…
Samjha Karo Darling Aaj Bohat Kaam (Arre… Meri Bhi To Suno)
Door Hua To Kya Dil Mein Tumhaara Naam Hai (Oh… wow)
Jiss Chehre Par Marte Hai Woh Boring Ho Jaaye (I' m Not Listening To You)
Kuch Hi Din Mein Nazrein Inki Idhar Udhar Mand Rai (I' m Not Listening To You)
Sirf Pyaar Se Zindagi Nahin Chalti (OK I' m Not With Her)
Tum Interior Decoration Ka Course Kyon Nahin Karti
AnMoL VaChAn: social sciences affirms that a woman's place in society marks the level of civilization. -Elizabeth cady stanton.
No comments:
Post a Comment