Aey Jindgi Gale Laga Le ,
the touching melody is a gift from south to Hindi cinema.
its hindi cinema`s loss ,if they have not utilised ILLAYARAJA furhter.
this song penned by Gulzar is a beautiful dialogue with life .
listening this song fills me with hope.
Humne Do Boondon Se Mann Bhar Liya- is my favourite line.
i canot imagine anybody else than suresh wadekar singing this song. His voice is so fit to the mood and music of the song-just perfect.
Aey Jindgi Gale Laga Le
Aey Jindgi Gale Laga Le
Hum Ne Bhi Tere Har Ik Gam Ko
Gale Se Lagaya Hai
Hai Na ?
Aey Jindgi Gale Laga Le
Aey Jindgi
Hum Ne Bahane Se, Chhup Ke Jamane Se
Palkon Ke Parde Main Ghar Bhar Liya
Hum Ne Bahane Se, Chhup Ke Jamane Se
Palkon Ke Parde Main Ghar Bhar Liya
Tera Sahara Mil Gaya Hai Jindgi
La La Lala La La Lala La La La
Tera Sahara Mil Gaya Hai Jindgi
Aey Jindgi Gale Laga Le
Aey Jindgi Gale Laga Le
Hum Ne Bhi Tere Har Ik Gam Ko
Gale Se Lagaya Hai
Hai Na ?
Aey Jindgi Gale Laga Le
Aey Jindgi
Chhota Sa Saya Tha, Aakhon Main Aaya Tha,
Humne Do Boondon Se Mann Bhar Liye
Chhota Sa Saya Tha, Aakhon Main Aaya Tha,
Humne Do Boondon Se Mann Bhar Liye
Humko Kinaara Mil Gaya Hai Jindgi
La La Lala La La Lala La La La
Humko Kinaara Mil Gaya Hai Jindgi
No comments:
Post a Comment