And
people who do not understand this are lost.
I am saying this for ANNU MAlik ,
very talented ; indeed a genius- music director who lost the path.
I can comapare him with cricketer VINOD KAMBLI- an equally talented
player as Sachin Tendulkar is but lost the path for the same reason.
I FEEL Annu WOULD HAVE GIVEN EVEN MORE...
anyway!
One lovely songfrom Annu's creation is "Tu fiza hai"
- the title song from the same movie.
This is Sonu Nigam's one of the best with Alka Yagnik.
I like the video of the song ,especially its slow movememt.Karisma was just soothing face in the song. The guy Bikram Saluja(Graviera Man of the Year (1994) too looks handsome.
i love the lines-
Chal chalein hum jahan koi rastaa na ho
koi rehtaa na ho, koi bastaa na ho
Kehte hai aankhon mein milti hai aisi jagah
Fiza, Fiza, Fiza, hey Fiza
(Tu hawa hai, fiza hai, zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir kyoon barasti nahin
Udti rehti hai tu panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa) - 2
--alka--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Ghane ek ped se mujhe
Jhoka koi leke aaya hai
Sukhe ek patte ki tarah
Hawa ne har taraf udaaya hai
--sonu--
Aa na aa
Hey, aa na aa ek dafa is zameen se uthein
Paaon rakhein hawa parr zara sa udein
--alka--
Chal chalein hum jahan koi rastaa na ho
--sonu--
Koi rehtaa na ho, koi bastaa na ho
--alka--
Kehte hai aankhon mein milti hai aisi jagah
--sonu--
Fiza, Fiza
--alka--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Tum mile to kyoon laga mujhe
Khud se mulaaqaat ho gayi
Kuch bhi to kaha nahin magar
Zindagi se baat ho gayi
--sonu--
Aa na aa
Hey, aa na aa saath baithein zaraa der tou
Haath thaamein rahein aur kuch na kahein
--alka--
Chhookey dekhe tou aankhon ki khaamoshiyaan
--sonu--
Kitni chup chaap hoti hain sargoshiyaan
--alka--
Suntey hain aankhon mein hoti hai aisi sada
--sonu--
Fiza, Fiza
Tu hawa hai, fiza hai, zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir kyoon barasti nahin
Udti rehti hai tu panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa
--alka--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
AnMoL VaChAN: if i were Fiza aur koi itney pyar se hamien - fizazzzzzzzzzzzzzzzzzzzz-
pukartaa tou hum shartiya dil haar jatey.
अनमोल वचन
ReplyDeleteउस मुस्कान की तरह है जो लम्बे समय तक साथ रहती है
Thanks for being part of musical blood people. overwhelmed with joy on getting such a beautiful comment.
ReplyDelete