The song is penned by qateel sifai, words chiseled though heart filled with pang of luv.
whenever anu malik has given original music , always like a touch of genius.
kumar shanu is my all time favourite voice.
here in this song , the thing to notice is- when sanu sings the same line twice ,
its in two different notes and pitches.look ,how variation making the song more rhythmic
And lastly his aaaaa... and heyyyyy... are far reaching.
.my fav line is -Jis din Sey pyar Ki Rasm Chali
ae-Jaan-e -tammanna ...
Jis Din Suraj Ki Pahli Kiran
Utri Thi Zameen Par
Jis Din Suraj Ki Pahli Kiran
Utri Thi Zameen Par
Uss Din Sey Main Tujhsey Mohabbat Kartaa Hoon
jis Din Suraj Ki Pahli Kiran Utri Thi Zameen Par
Uss Din Sey Main Tujhsey Mohabbat Kartaa Hoon
jis Din Suraj Ki Pahli Kiran Utri Thi Zameen Par
mera Pyar Nayi Koi Baat Nahi,
Mera Pyar Tha Sadiyon Pehley Bhi
mera Pyar Nayi Koi Baat Nahi,
Mera Pyar Tha Sadiyon Pehley Bhi
Jo Tujhse Kiya Hai Aaj Wahi, Ikraar Tha Sadiyon Pehle Bhi-2
Dou Dil Jab Dou Insaano Ke
milkar Dhadke Thei
Uss Din Se Main Tujhse Mohabbat Karta Hoon
jis Din Suraj Ki...
Ye Duniya Jab Tak Baaki Hai
Main tera Saath Na Chhodungaa
Ye Duniya Jab Tak Baaki Hai
Main tera Saath Na Chhodungaa
Terey Aanchal Ke ik jhonkey Sey
Rukh Toofanou Ke Modunga
Terey Aanchal Ke ik jhonkey Sey
Rukh Toofanou Ke Modunga
Jis din Sey pyar Ki Rasm Chali
ae-Jaan-e -tammanna
Uss Din Se Main Tujhse Mohabbat Karta Hooon.
Anmol Vachan:
might be, sayar had good knowledge of sciece too, jis din suraj ki pahli kiran..,
(scientific pre-condition for beginning of life on earth)
enjoy scientifically tested luv song!